1, Mein faani maal tha tu ny mujhy baqa di.
2, Mein tera dushman tha ab tu ny mujhy dost bana liya.
3, Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha aj sy mein teri hifazat karonga.
4, Mein haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.
5, Pehly mein tery hath main tha ab mein ALLAH k hath mein hun.
Har achi baat ko doosray tak pohanchana bhi sadqa hai
No comments:
Post a Comment